Freaky Ali (2016) - All Songs Lyrics | Sajid, Wajid Music

Din Mein Karenge Jagrata lyrics

(1) Movie: Freaky Ali
Singer: Wajid,Divya Kumar, Swati Sharma
Music: Sajid-Wajid
Lyrics: Shabbir Ahmed
Din Mein Karenge Jagrata lyrics

Udta udat more
Meri gali vich aa gaya
Lagta tha anadi par
Dance sikha gaya
O.. loud speaker loud baja ke
De do sabko warning
Oye dance nahi rukega
Chahe hoja vanki morning (2)
Dhol kahi jab bajta hai toh
Humse rukha nahi jaata
Nachne de siwa kuch nahi aata
Ho, aaj din mein karenge jagrata
Ho, nachne de siwa kuch nahi aata
Aaj din mein karenge jagrata
O..
Udta udat more
Meri gali vich aa gaya
Lagta tha anadi par
Dance sikha gaya
Ho..
Aaj kisi chote vadde ki
Baat na maanegey
Out of control hoke
Kamar hila lenge
Are aaj kisi chote vadde ki
Baat na maanegey
Arey out of control hoke
Kamar hila lenge
Toh naacho de dhana dan
Karenge too much fun
Music bhi loud bajega
Rhythm bhi tan tana tan
Oye dhol kahin bajta hai toh
Humse ruka nahi jaata
Nachne de siva kuch nahi aata
Ho,
Aaj din mein karenge jagrata
Ho, Nachne de siwa kuch nahi aata
Aaj din mein karenge jagrata
Ho, Baju wali bhabhi uchi
Heel mein aayi re
Dekh meri style woh bhi
Feel mein aayi re (2)
O DJ wale paaji
Sound ko loud baja ji
Floor ki aisi tesi
Aaj toh roko na ji
Oye dhol kahin bajta hai toh
Humse ruka nahi jaata
Nachne de siva kuch nahi aata
Ho,
Aaj din mein karenge jagrata
Ho, Nachne de siwa kuch nahi aata
Aaj din mein karenge jagrata

Parinda Hai Parinda lyrics

(2) Movie: Freaky Ali
Singer: Wajid
Music: Sajid-Wajid
Lyrics: Shabbir Ahmed
Parinda Hai Parinda lyrics

Banda parwar tera banda
Aasmaan mein udta parinda
Par phailaye khuli hawa mein
Teri nawasish pe hai zinda (2)
Makhbarre pe baitha kabootar..
Makhbarre pe baitha kabootar
Padhe zabaan se allah allah
Parinda hai parinda hai
Parinda hai parinda
Aasmaan mein udta parinda (2)
Parinda hai parinda hai
Parinda hai parinda
Banda parwar tera banda
Aasmaan mein udta parinda
Raste raste dariya dariya
Yeh toh mast malanga phirta..
Aawo dana chod ke kiski
Dhun mein badal badal udta
Aisi udaanein udna chahe
Ho jaye manzil bhi sharminda
Makhbarre pe baitha kabootar
Padhe zabaan se allah allah
Parinda hai parinda hai
Parinda hai parinda
Aasmaan mein udta parinda (2)
Parinda hai parinda hai
Parinda hai parinda
Banda parwar tera banda
Aasmaan mein udta parinda
Par phailaye khuli hawa mein
Teri nawasish pe hai zinda
Makhbarre pe baitha kabootar
Padhe zabaan se allah allah
Parinda hai parinda hai
Parinda hai parinda
Aasmaan mein udta parinda (2)
Parinda hai parinda hai
Parinda hai parinda
Ya Ali Murtaza lyrics

(3) Movie: Freaky Ali
Singer: Danish Sabri, Payal Dev, Wajid Ali
Music: Sajid Ali, Wajid Ali
Lyrics: Danish Sabri
Ya Ali Murtaza lyrics

Koi dhunde rabb nu, masjidon mein
Koi dhunde rabb nu, mandiron mein
Ye duniya padd rahi hai jis ka kalma,
Woh dil mein hai mere, tashreef farma
Ho karam ki nazar ya ali murtaza
Ho karam ki nazar ya ali murtaza
Ho karam ki nazar ya ali murtaza
Ho karam ki nazar ya ali murtaza
Ya ali murtaza, ya ali murtaza
Ya ali murtaza, ya ali murtaza
Haath failaaye tumse kare iltejaa
Ho karam ki nazar ya ali murtaza
Ho karam ki nazar ya ali murtaza
Ho karam ki nazar ya ali murtaza
Ho karam ki nazar ya ali murtaza
Dil ka sukoon hai naam tumhara
Dil ka karna kaam tumhara
Tumhri sharan mein aan padhi hoon
Aas lagaaye kab se khadi hoon
Bin maange phal dene waale,
Mushkil ko hal karne waale
Jag ke paalan haar tumhi ho
Main nirdhan, dhanvaan tumhi ho..
Tumhi ho, tumhi ho
Ya ali murtaza, ya ali murtaza
Ya ali murtaza, ya ali murtaza
Haath failaaye tumse kare iltejaa
Ho karam ki nazar ya ali murtaza
Ho karam ki nazar ya ali murtaza
Ho karam ki nazar ya ali murtaza
Ho karam ki nazar ya ali murtaza
Wafa tumhi ho, ataa tumhi ho
Dhadakte dil ki, sadaa tumhi ho
Sukoon-e-dil ho, ya koi ghum ho
Har ek maraz ki, dawaa tumhi ho
Tadapte dil ne tumhe pukara
Sakhi bhi tum ho, sakha bhi tum ho
Main jiske saaye mein chal rahi hoon
Woh mere ab aasmaan tumhi ho
Ho karam ki nazar ya ali murtaza
Ho karam ki nazar ya ali murtaza
Ho karam ki nazar ya ali murtaza
Ho karam ki nazar ya ali murtaza
Share on Google Plus

0 comments:

Post a Comment